Pages

वैश्य समाज के तीर्थ स्थान , देवता व कुलदेविया

9 comments:

  1. Gahoi Vaish samaj ki kuldeviya nahi hai isme . Vo bhi add Kare. Kewal Marwadi samaj ko badawa Dena galat hai. Gahoi samaj ko bhi samman de .

    ReplyDelete
  2. Hamesha se hi Gahoi samaj ko anya Vaish(khaskar Marwadi) samaj ne andekha kiya hai. Gahoi samaj Ek bahut prabhutavwadi samaj hai khaskar bundelkhand me. Vaish sammelano me bhi Gahoi samaj ka koi astitva nhi dikhta.

    Akhil bhartiya parichay sammelan k posters me bhi Gahoi samaj ka naam nahi hota hai. Aisa nahi hona chahiye. Ye Vaish samaj ko ekjut karne ke vipreet kadam hai.

    ReplyDelete
  3. Itni prabhutva Aur aabadi hone ke bawjud Gahoi samaj ki andekhi karna galat hai. Ye Sabko pata hona chiye ki maithilisharan Gupt Ek Gahoi Vaish the Jo ki rashtrakavi hai. Siyaramsharan gupt bhi Gahoi Vaish the na ki agrawal. To jab Bhi in kaviyo ka naam aaye tab Gahoi samaj ka bhi naam aana chiye.
    Ummed hai Vaish samaj ke prabuddhjan Meri is vinti par dhyan denge.

    Dhanyavad
    Shri Gahoi Vaish Samaj
    गहोई वैश्य समाज

    ReplyDelete
  4. Yours truly
    Prakhar Gupta(Gahoi)
    Jaipur Rajasthan

    ReplyDelete
  5. Gujarati Patel samaj & vaishnav vaniya samaj ki kuldeviya nahi hai, sirf marwari ka hi badhava kare e galat hai....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Gujarati patel jo mul uttargujarat Or saurashtra sabhi jagah me rahete hai. Ushme leauva Or leva patel unke kuldevi maa Khodiyar Maa hai or dushra samuday kadva patel unke kuldevi Ma Umiya Mata hai

      Delete
  6. Gujarat Me Rahete Sabhi Lad Bania Jo Saurashtra region me aaye hai or abhi madhya Gujarat me vas karte hai jo vaishnav sampradayik hai or mul bhagvan shri dwarikadhish krishan ke vansh se hai unke kuldevi Amba Bhavani Maa(Ambepuri Bhadrani Maa) or Kuldevta Bhagvani Shri krishna Dwarikadish ji hai

    ReplyDelete
  7. sir please aap hmare sunwani samaj k devi devtaon ke bare me b hme btaiye

    ReplyDelete

हमारा वैश्य समाज के पाठक और टिप्पणीकार के रुप में आपका स्वागत है! आपके सुझावों से हमें प्रोत्साहन मिलता है कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय किसी प्रकार के अभद्र शब्द, भाषा का प्रयॊग न करें।